Haste hain musafir jo sang mere aaye, mujhko Jala diya aur fir muskraye, Do pal ke safar me kitni ki meri baten, sab kuch jala diya, mujhko hi jalate. Kitne saal se ye dastan chali, Khatm ho gyi ek pal me, mujhko hi jalate,
Thursday, December 12, 2013
itna asan nahi use bhul jana, wo yad h, aati to h, magar jati nahi.
Saturday, October 20, 2012
waqt ke sath alfaz aur uske mayne badal jate hain. Agar wo jaan jate ki hum unhe kitna pyar karte hain to shayad ....... !!!!!!!! You may love me or hate but you can't ignore me.
Sunday, September 30, 2012
zindagi ki har rah ek naya kissa bayan karti hai. kisi rah me humare bhi kisse likhe honge..!!!!!!!!!!!!!!!!!! ज़िन्दगी की हर राह एक नया किस्सा बयां करती है। किसी राह में हमारे भी किस्से लिखे होंगे..!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Sunday, September 9, 2012
kabhi waqt ne hume rulaya, kabhi humne waqt ko, donon hi sochate hain kis-se mulakat ho gayi......