Monday, August 8, 2011

* wafa zindgi ki....kitani bewafa...*

kitani wafa chahte hain hum is zindgi se,


per ye kyu bhul jate ki kya


isse jyada bewafa koi aur hai


kya.

No comments:

Post a Comment